Daily Updates Subscribe Via Mail

Daily Update for your email address:

Delivered by FeedBurner

Search This Blog

Loveable Video Headline

Films A To Z

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y
Showing posts with label Rangeela(1995). Show all posts
Showing posts with label Rangeela(1995). Show all posts

Rangeela(1995) | Kya Kare Kya Na Kare Video Song



Singer:Udit Narayan

Lyrics of kya kare
kya kare.n kya na kare.n yeh kaisii mushkil haay
koii to bataa de is ka hal o mere bhaa'ii
ki ek taraf to us se pyaar kare.n ham
aur us ko hii yeh kahane se Dare.n ham
kya kare.n kya na kare.n yeh kaisii mushkil haay
koii to bataa de is ka hal o mere bhaa'ii
ki ek taraf to us se pyaar kare.n ham
aur us ko hii yeh kahane se Dare.n ham
roz roz ham sochta yehii
aaj ham ko voh agar mil jaa'e kahii.n
to aisa bolega (saala) vaisa bolega
khula-khula us pe dil ka raaz ham kholega
voh saamne chamaktii hai saa.ns hii aTaktii hai
aur yeh zabaan jaatii hai phisal
kya kare.n kya na kare.n yeh kaisii mushkil haay
koii to bataa de is ka hal o mere bhaa'ii
ki ek taraf to us se pyaar kare.n ham
aur us ko hii yeh kahane se Dare.n ham
kya kare.n kya na kare.n yeh kaisii mushkil haay
koii to bataa de is ka hal o mere bhaa'ii
koii baDii baat nahii.n hame.n kahana tha jo bhii
voh to ham yuu.n bhii kahate magar
phir bhii kahaa.n nahii.n vajah us ki hai yehii
bas inkaar se ham ko tha Dar
ab kahe.n ya tab kahe.n
kahaa.n kahe.n kab kahe.n
soch soch mai.n hii voh ga'ii nikal
kya kare.n kya na kare.n yeh kaisii mushkil haay
koii to bataa de is ka hal o mere bhaa'ii
mere bhaa'ii...

Rangeela(1995) | Yaaro Sun Lo Zara Video Song

Watch Online Yaaro Sun Lo Zara Video Song

Rangeela(1995) | Rangeela Re



Lyrics

Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re

Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re

Itne chehron mein apne chehre ki pehchaan
Oh ho pehchaan oh ho
Bade bade naamon mein apna bhi naamonishaan
Oh ho pehchaan oh ho
Jeene mein phir to kya baat ho
Din naya aur nayi raat ho
Har ghadi bas khushi saath ho

Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Rangeela re

Arre yaaron mere paas to aao
Meri mushkil door bhagaao
Cadbury' s bole main meetha hoon
Amul bole main meetha hoon
Horlicks bole main achchha hoon
Complan bole main achchha hoon
Kya sabne socha main bachcha hoon
Chocolate khaane mein tension hai
Doodh peene mein tension hai
Tension tension tension

Tajub hai ji uspar duniya mein hi rehkar
Duniya mein jo jeene ke andaaz ko na jaane
Maathe yahan thope
Chaand ya taaron mein
Kismat ko dhoondhein par khud mein kya hai ye na jaane
Khud pe hi humko yakeen ho
Mushkilein raah ki aasaan ho
Donon haathon mein ye jahaan ho

Yai re yai re jor lagake naache re
Yai re yai re milke dhoom machaaye re
Chal mere sang sang lele duniya ke rang
Hoja rangeela re rang rang rangeela re
Rangeela re